"Aisa to Aadmi Life mein Doich time bhaagta
hai. Olympic ka race ho, yaa Police ka case ho. Tum kisliye bhaagta hai
bhai?" -Amar Akbar Anthony
"Yeh koylei ki
khaan ek azgar hai seth sahaab, jo roz , unginath logon ko nigalkar,
usei peeskar, jissm se khoon ka ek-ek katra choosk ar, ek lash ke roop
mein ugall deta hai." -Kaala Paththar
"Govardhan seth,
Samundar mein tairne waale- kouon aur taalabon mein dubki nahin lagaya
karte hain." -Sharabi
"Sahi baat sahi
waqt pe kiya jaye to uska maza hi kuch aur hai, Aur main sahi waqt ka
intezaar karta hoon." -Trishul
"Jisne
pachchees saal se apni Maa ko thoda thoda marte dekha ho, use maut se
kya dar." -Trishul
"Jigar ka dard upar
se kahin maloom hota hai (?), Jigar ka dard upar se nahin maloom hota
hai." -Sharabi
"Muchain hon to
Nathulal jaise hon, warna na hon." -Sharabi
"Govardhan seth,
Samundar mein tairne waale- kuon aur taalabon mein dubki nahin lagaya
karte hain." -Sharabi
"Sapne bhi samundar
ki lahron ki tarah, haqeeqat ki chattanon se takra kar toot jaate hain."
-Deewar
"Hum jaha pe khade
ho jaate hein, line wahi se shuru hoti hai." -Kaaliya
"Rishte me to hum
tumhare baap hote hain, naam hai Shahenshah." -Shahenshah
"Bachpan se hai sar
par Allah ka haath, aur Allahrakha hai mere saath; Baazu par hai
saathsochiyaasi ka billa, bees number ka beedi peetha hu, kaam karta hu
coolie ka aur naam hai Iqbal." -Coolie
"Aaap ne jail ki
deewaron aur zanjeeron ka loha dekha hai jailer sahab, Kaaliya ki himmat
ka faulaad nahi dekha." -Kaaliya
"Don ko pakadna
mushkil hi nahin, naamumkin hai." -Don
"Agar apni maa ka
doodh piya hai to saamne aa." -Laawaris
"Tumhara naam kya
hai, Basanti?" -Sholay
"Daaru peene se
liver kharab ho jaatha hai." -Satte pe Satta
"Eh Caancha,
saala bandook bhi dikhata hai aur peeche bhi hattha hai?" -Agneepath
"Lekin woh
aayee kyon nahin?" -Naseeb
"Mukhtaar
Singh ka naam suna hai?" - Kaalia
"Mai aur meri
tanhaai - aksar ye baatein karte hai...." -Silsila
"Mai jo bhi hoon,
is wakt tumhare maalik ka maalik hoon bete." -Shakti
"Pain is my destiny
and I can't avoid it." -Kaala Patthar
"Mai feke hue paise
ko nahi uthatha." -Deewar
"Jo mard hota hai,
use dard nahi hota." -Mard
"Ye telephone bhi
ajeeb cheez hai- aadmi sochta kuch hai, boltha kuch hai, aur karta kuch
hai." -Agneepath
"Zindagi ka tambu
teen bambuo pe khada hai." -Sharaabi
"Sooryavansh ek aag hai jisme doston
ke liye jitni joyti hai, dushmanon ke liye utni hi juala. Bhoon dalo is
kambaqt ko." -Sooryavansham